Posts

Jadui Laathi Aur Mohan Ki Kahani Part - 1

Image
Kisi gaw mein ek aadmi rehta thaa jiska naam Mohan thaa.Woh apni dincharya ache se guzar raha thaa tabhi,ek din uske dost ne ek samachar diya ki tumhe tumhare bua ke ghar se nimantaran mila hai aur tumhe kal unke ghar jana hai.Mohan ko toh ab jana hi thaa isliye sare jaruri saman potli mein band kar nikal gaya.   Woh subah-subah buya ke ghar ke liye nikal gaya kyuki uske bua ka ghar jane ke liye ek bahut bada jungle paar karna hota thaa.Jab woh raaste par jaa raha thaa toh usko ek sunsaan jagah par ek aadmi dikha jo jameen par leta thaa aur bahut hi gandagi se bhara thaa.Mohan ne uss bekti ko uthaya aur unse pucha ki aap yaha kya kar rahe hai toh uss bekti ne mohan se kaha ki kuch khaana hai toh de do kyuki bahut bhukh lagi hai. Mohan ki potli mein kuch khaana thaa toh usne woh khaana uss bekti ko de diya.Uss bekti ne khaana khaa liya aur mohan ko bahut-bahut dhanyabaad kaha aur mohan ko ek laathi diya aur kaha yeh laathi tumhe har musibat se bachayega.Mohan ne woh laathi khushi

Mera Darawna Sapna Sach Ho Gaya

Image
Mera name akhil hai aur mera umra 20 saal hai.Mein U.P India ka rehne wala hu.Pichle saal mene ek bhayaanak sapna dekhna aur woh ghatna sach ho gaya,bhale hi aapko meri story jhuth lag rahi hogi par story ek dum sach hai.   Pichle saal kadkadati thand ki raat mein apne bed par leta aur mein gehri nind par sone laga.Tabhi mein ek sapna dekh raha thaa jisme mein apne room mein raat ko table mein beth kar padhai kar raha thaa aur 2 kaali parchaayi,m aakar mere ko piche se taan kar jameen par jor se gira diya aur mene un parchayi ka chehra dekha dono kaale thee aur unke ankh laal thee,yeh nazara dekh kar mein toh bahut dar gaya. Mere muh se dar ke mare awaaz tak nahi ah rahi thee aur wo dono mujhe maarne lage bahut hi bhayaanak tareeke se maarne lage kabhi mujhe laat se maarte aur kabhi mujhe haath se uthakar jameen par patak dete.Mere muh se dar ke mare awaaz tak nahi aah rahi thee aur mein man mein ram-ram japne laga aur mein nind se jaag gaya.Mein jab nind se utha pura tarah d

Budhimaan Bekti Ki Romanchak Kahani

Image
Ek gaw mein din-pratidin chori ho rahi thee,toh ek madan name ka aadmi waha se guzar raha thaa,tabhi waha se kuch log chori karke nikal rahe thee aur unke piche rajayo ke sainik unn choro ko pakadne ke liye bhaag rahe thee.Woh chor toh bhaag gaya par badkismati se sainoko ne uss madan name ke bekti ko pakad liya aur usko chor samajhkar rajayo ke paas le gaya. Jab rajayo ke samne madan ne apni safai di aur kaha ki mein chor nahi hu,tab raja ne uss madan ki ek naa suni aur wo sainik bhi jhoot kehne lage ki haa yeh bekti hi chor hai aur sainik log lalach mein aakar madan ko doshi keh rahe thee,unn chor ko pakadne par 1000 swarna mudrayo ka inaam thaa.Dono sainik jisne madan ko pakdaya wo man hi man muskaye aur idhar madan kehta raha ki mein chor nahi hu par raja ne ek naa suni aur madan ko suli par chada kar sar ko dhar se alag kar diya aur madan ki jaan tadap-tadap kar nikal gaya. Kuch dino baad madan ki aatma gaw-gaw me bhatakne lagi,waha se dopahar ke waqtvrajayo ke kuch sainik

Mahal Mein Aatmaaye Bhatakti Hai

Image
Mera name Gogui Das hai aur mein jharkhand ka rehne wala hu.Mene bhi paranormal activities ka anubhav kiya hai.Mein aap sab se ek bhayaanak ghatna ka anubhav share karunga,aasha karta hu aap sabko pasand ayga. Yeh ghatna 2017 ke Garmiyo ke samay ki hai mein aapne Didi ke sasural ghumne gaya thaa,jo ki west bengal par hai.Mere didi ka sasural bhi ek city par hai,waha ek Raja ka bahut purana mahal thaa.Jo tut gaya thaaa lekin woh jagah ek baar ghumne jane ke liye hai.Mene woh mahal dekhne ki jid apne jiju se ki par unke paas samay nahi thaa aur woh mahal mere didi ke sasural se bas 10 minute ki duri par hai. Mein dusre din uss mahal ke gate par pahucha jaha par security guard thee,usne mujhe mahal ke andar ghusne nahi diya par mein uss guard ko jhansa dekar mahal ke gate par ghus gaya.Mahal ke bahar ek bahut hi sundar garden thaa par dekhbhaal achi tarah nahi hota thaa,isliye bahut sare jagah tut gaye thee.Mujhe mahal ke andar jane ka bahut icha thaa,mein andar ghus gaya,1 kamre k

Pandit Aur Sone Ki Mudra Barsane Wali Jadui Shankh Ki Kahani

Image
Ek gaw par ek pandit aur uski patni rehti thee.Dono Pandit aur Panditain bahut gareeb thee aur unn dono ka guzara logo ke diye huye bheekh se chalta thaa.Roj subah pandit logo ke ghar jata thaa aur bheekh mangta thaa.waise toh usko gaw ke log bheekh nahi dete thee aur agar koi bheekh deta thaa toh sirf thode se chawal hi milta thaa.   Pandit ko jo bheekh milta thaa woh unko ghar lata thaa aur apni patni ko deta thaa.Patni itne kam bastuyo ko dekh kar roj koshti aur kehti itne kam chizo se hum dono ka guzara kaise hoga.Pandit inn sab chizo se tang ho gaya aur usne faisla kiya ki wo kal 2 gaw ke chakkar lagayega.Suruwat mein toh thoda jada chawal mile aur koi-koi sabjiya bhi de deta fir dheere-dheere logo ne chawal dena band kar diya aur patni fir se koshne lagi.Pandit bahut dukhi thaa dusri subah pandit ghar se nikal gaya aur bheekh mangne laga sabhi se,usne 2 gaw ka chappa-chappa tak ghum liya par usko koi bhi bheekh nahi diya aur shaam ho chuki thee.Pandit ko ab chinta satane lag

Bike Par Mene 2 Aatmaayo Ko Bethaya

Image
Mera name Pintu Yadav hai aur mera umra 35 saal hai.Mein bihar ke ek gaw ka rehne wala hu.Mein aap sabko ek ghatna batayunga,jisme mera saamna darawni aatmayo se huya.Mujhe bhoot-pret par biswas hai aur mene kayi baar unko dekha bhi hai,jinme se mein ek ghatna ke baare mein batayunga.   Yeh ghatna 2 saal pehle ki hai.Mein kisi kaam ke liye City gaya thaa aur mein apni bike se gaya thaa.Mera city ka kaam khatam hote-hote raat ke 8 baj gaye waha se mera ghar aane mein 3 hours lagte hai.Mein jald hi waha se ghar ke liye nikal gaya.Bike chalate-chalate 2 hours toh ho hi gaye thee ki tabhi ek jagah par ek choti si bachi meri bike ko rukaya.Meine uss bachi se kaha kya baat hai muniya itni raat ko iss sunsaan jagah par,tumhare maata-pita kaha hai.Tabhi usne apne haath ko uthakar uski maa ko dikhaya.Jo ki mere right side par thee.Mene uss lady ko dekha toh woh ghungat odi thee,jisse uska face ek dam dhaka thaa aur woh saadi pehni thee,usne apna haath aage ki taraf kiya,toh mein samajh ga

Khoobsurat Ladki Ke Chakkar Mein Jaan Chali Jaati

Image
Mera name subham joshi hai aur mein abhi 22 saal ka hu.Mein bhoot-pret par biswas karta hu par aatma se kabhi saamna nahi kiya.Par pichle saal mere jiwan mein bahut hi bhayaanak ghatna ghati,iss ghatna ne mujhe khof ke pal ke ehsaas karwa diye.   Baat pichle saal ki hai,Mein ek company par work karta hu.Toh mein Sunday ko chod kar daily subah 8 baje ghar se nikalta hu aur shaam ke 6 baje tak ghar pahuchta hu.Waise hi ek baar mein apne kaam se wapas ah raha thaa ki tabhi ek sadhu-sant mujhe mile aur usne mujhe kaha ki tumhara jaan ka khatra hai aur wo bhi ek ladki se hai.Mein yeh baat sun kar bahut dar gaya aur kehne laga ki koi upay bataye ki kya karna hai toh uss sadhu ne kaha ki tumko ek chota sa paththae dunga usko anguthi mein daalkar tumhe kal tak pehan lena hai apnw hatho par.Unhone mujhe woh choti si paththa di aur mein jaise hi paise ke liye puchne wala thaa toh woh sadhu gayab ho gaya aur woh mujhe pure raaste par kahi nahi mila. Mein ghar pahuchte hi woh paththar ko ek s